webnovel

Mannat get shoot

Ab sanyam ko bura lagta hai aur uska pagalpal bhi bad jaata hai aur sanyam apne door se gun nikalker Mannat ki sagai Main chala jaata hai jise sab log showked ho jaate hai aur sab ke saamne kehta hai ki main mannat se pyar karta hu aur mannat sirf meri hai aur meri hi rahegi kisi aur ki nahi ho sakti hai ab sanyam waha par bahut drama karta hai ab rihaan usko maarne lag jaata hai dono main ladai ho jaati hai ab mannat rihaan and sanaym ko chudwa deti hai ab rihaan ki maa police ko call kar deti hai ab sanyam rihaan par goli chala deta hai lekin beach main mannat aa jaati hai aur usko goli lag jaati hai jise rihaan panic ho jaata hai aur sanyam bhi darr jaata hai