webnovel

Mannat get critical

Ab Sanyam gun nikalta hai aur rihaan par goli chala deta hai lekin beach main mannat aa jaati hai aur goli usko lag jaati hai jise rihaan panic ho jaata hai aur sanyam bhi darr jaata hai ab rihaan mannat ko sambalta hai aur idher police aa jaati hai aur sanyam ko arrest karke le jaati hai ab rihaan apni car main mannat ko lekar hospital jaata hai aur gharwale bhi unke peeche jaate hai ab mannat ka operation start ho jaata hai idher bahar rihaan mannat ke liye pareshan panic ho jaata hai ab andher mannat ki condition critical ho jaati hai ab mannat ko behoshi main flashback hone lag jaata hai idher rihaan bhi apne flashback main chala jaata hai jaha par aarushi ki haalat kharab thi