webnovel

avni's past

ab avni waha par aa jaati hai jise dek arjun showked ho jaata hai lekin avni kuch sun nahi paati hai ab dono andher chale jaate hai ab arjun avni se puchta hai ki avni tuje amir logo se itni nafrat kyu hai tab avni batati hai ki meri maa ne bhi ek amir ladke se pyar kiya tha jiska naam hai suraj sharma jise ne meri maa ko dhoka diya tha aur woh kisi aur ke pass chala gaya meri maa ko choddker islay woh amir ladko se nafrat karti hai tab arjun usko samjata hai ki har amir ladka galat nahi hota hai lekin avni yeh baat samjne ko tayaar hi nahi hoti hai ab arjun and avni dono romance karte hai tabhi waha par puri family aa jaati hai ab aditya ko kisi ka call aa jaata hai aur woh waha se chala jaata hai