webnovel

arjun and avni come back

ab arjun kisi bhi tarah avni ko save kar leta hai ab waha par police bhi aa jaati hai aur arjun and avni ko unka saaman waapas kar deti hai ab arjun and avni dono hug karte hai ab arjun and avni dono waapas hotel aa jaate hai after 15 days dono arjun and avni ka honeymoon khatam ho jaata hai ab dono arjun and avni dono ghar waapas aa jaate hai ab avni ko ghar par koi nahi milta hai jise avni showked ho jaati hai ab arjun bahar jaaker sabko call karta hai aur tabhi waha par avni aa jaati hai jise dek arjun showked ho jaata hai