webnovel

riya remember her past

ab riya Ruhi ke room main aati hai aur usko forhead kiss karti hai aur bahar aa jaati hai aur waha par rishab bhi aa jaata hai aur riya rishab ko apna past batati hai ki phele 6 saal kya hua tha ab waha par ansh aata hai aur riya ko mana leta hai aur usko bahar lekar jaata hai jiska faayada jashmin udati hai peeche se apna room decorate karti hai aur ab ansh and riya ghar aa jaate hai riya ko kisi kaam ki wajah se bahar jaana padta hai ab jashmin ansh ka juice spoil kar deti hai aur woh faint ho jaata hai ab jashmin ansh ko lekar room main chali jaati hai aur saari raat dono intimate hote hai ab waha par riya aa jaati hai aur sab dek leti hai aur ansh ko hosh aa jaata hai yej sab dek showked ho jaata hai aur riya ko samja ne ki try karta hai lekin woh nahi samajti hai aur ghar choddker chali jaati hai aur kaise usko rishab mila ab rishab uski help karta hai ab rishab ki girlfriend siya (anjuma faike) ka call aata hai aur use baat karta hai siya ko sab pata hota hai rishab and riya ke baare main phir bhi siya dono ko support karti hai riya ab tak samaj rahi hai ki ansh ne usko cheat kiya idher jashmin bahut khush hoti hai kaise usne riya and ansh alag kiya tha aur sochti hai ki ab kabhi bhi riya hamari life main naa aaye