webnovel

mansi get kidnap

now next day ab ansh madhav and mansi ko school choddker office chala jaata hai aur waha par table par rakhi riya ki photo dekher usko yaad karta hai aur usko bahut miss karta hai aur pyar karta hai idher riya bhi ansh ko yaad karti hai lekin usko use diye hue dhoka yaad aa jaata hai idher school ki chutti ho jaati hai ab kuch log aate hai aur mansi ko kidnap karkr le jaate hai aur madhav yeh sab dek leta hai aur ghar jaaker gharwalo ko bata deta hai jise jashmin pareshan ho jaati hai aur ansh ko bata deti hai aur thodi deer main ansh ghar aa jaata hai ab ansh police station jaata hai aur FIR karwaker aata hai