webnovel

chapter - 2

" sanket tum waha ho tho Shadi ka mandap main kon hai. Yeh Sab ho Kya raha hai malhotra sahaba" man shouts.

"Mujha tho kuch samaj nahi aa raha hai santosh ji.kon ho tum '' Malhotra asked, turning towards the groom.

"Main kavin singhania" All turn to see and groom was revealed to be kavin.

"Mr. Sanket verma, you are under arrest, " Kartik said, coming. forward.

" ya Kya bol raha ho tum Kya Kiya hai mera beta na" Santosh asked.

" Mr. Santosh verma yeh raha aap ka beta ka khilaf sabot and this is arrest warrant " kartik forward the file of proof and warrant. Santosh checked the file and was shocked to see the proof against sanket. Santosh went near Sanket and slapped him hard.

" Sharam aati hai muja tuma mera beta khata huya. Mera beta ek drug smuggler hai chii. DCP sahab lajaya essa aur Kadi sa Kadi saza dejiya'' santosh said. Sanket was taken away.

"DCP sir inna bhi la jaya " Naira says pointing towards her father.

" Naira mein papa hu tumhara aur tum mujhe fasa rahi ho '' girish says.

" Papa kosna papa apni hi beti aur bhatiji ka sauda karta hai. Don't be shocked, mein aapki aur sanket ki baat sunn liye thi aur ye rahi uski recording. Aapna apna fadya Ka liya pari ko sanket sa Shadi karana par majboor ki. Aur aap meri Shadi bhi uss Ashish sa karana chahta tha Sirf aur sirf apna fadya Ka liya '' Naira says.

" constable Mr. Girish malhotra ko bhi arrest kar legiya " Kartik ordered. And they both were taken to jail.

" pari " Naira ran towards Purvi and hugged her.

" Aapna... " Purvi was about to speak.

" Hum ghar Chal kar baat karta hai aur Naira tum bhi Chalo humara sath " Kavin interrupted Purvi. She nods as she has no option and now she is married to a stranger . But the fact was the same man saved her from sanket and her uncle's dirty webs. Kavin holds Purvi's hand lovingly and moves towards the car.

➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

Cars entered Singhania mansion. The mansion was surrounded by guards carrying guns. Guards open the car door for kavin. Kavin comes out of the car and goes to Purvi's side and opens the door for her forwarding hand to her. She kept her hand on his and get's down. Everyone went inside. Kavin and Purvi perform some post marriage ritual of griha pravesh and Soumya did the aarti of kavin and Purvi.

All were sitting in the hall. There was silence for a few minutes as no one was getting how and from where to start. Finally kavin came forward and kneel down in front of Purvi. She looks up at him.

" Purvi main janta hu tumara maan mein kafi sara sawal honga. mein kon hu?mein na tumse Shadi Q ki? Mujha sanket ka bara mein kasa pata? '' Kavin says and Purvi nods.

"Purvi main wahi ho jiski tumna ganpati pandal main jaan bachaye thi " Kavin says.

" Magar aap mujhe kaise jante hai uss waqt humna ek dusra ko dekha tak nahi " Purvi asked.

" Tumhe dekha nahi isliye 3 saal lag gaya tumai dhundna main. Ek hafte pehle mujhe pata Chala tumhara bara mein aur yeh bhi pata chala ki tumari Shadi ho rahi sanket ka sath joki ek drugs smuggler hai " kavin says.

" lekin aapn mujsa sadhi Q ki " Purvi asked.

" Bachpan ka Wada nibhana liya '' Kavin says.

" Bachpan ka Wada " Purvi got confused.

" Pihu mein kittu hu yaad hai bachpan mein tum hamare sath wala bungalow mein rehti thi. Mein ,tum ,Harman bhai,karan aur kartik sath mein khelta tha. Hum sab mein sabse Choti thi tum. Hamara ghar mein koi ladki nahi thi isselya mera mom - dad, dada - dadi tumai apni beti manta tha aur dadi toh hum sab sa jada tumse Pyaar Karti thi. Phir tum aur tumara mom - dad achana chala gaya kisi ko bin bataya. Hum sab ne bhuat dhunda tuma magar tum log nahi mila. Kuch din baad dada ji heart attack sa Chala gaya. Aur unka ja nay Ka bhuat saadma laga dadi ko aur woh bimar rehana lagi.kuch din baad dadi bhi hame choad kar chali gaye lakin jana Sa phela mujsa ek Wada lakar gaye '' kavin take a pause.

" kasa Wada, " Purvi asked.

" Tuma dhund kar tumse Shadi karlu. Tumhe iss ghar ki bahu banau. Aur mein bhi tusa Pyaar karan laga tha. I know bachpan mein tum Muja bhuat irritated Karti thi aur mein bhuat ladata tha tumsa. Magar tumar jana Ka baad pata Chal ki kitna Pyaar karta tha tumsa. Kya karu Sirf 15 saal Ka tha na late realise huya ki uss 10 saal ki pihu sa Pyaar hogaya hai mujhe. Aur aisa ki tum meri jaan ban gaye . My lifeline , my breath, my heart beat everything. Bahut dhunda tuma. 5 saal pehle mom - dad ka plane crash ho gaya aur woh bhi chala gaya. Par tum achana Kaya chali gaye thi '' kavin tells.

" Uss raat papa ko ek call aaya humra company ka shares achana gir gaya aur papa ko bahut bada loss hogaye. Hum Sab raato raat Patna Chala gaya. Dhira - dhira papa ka business puri tarasa dub gaya aur iss sadamasa papa ko attach aa gaya. Phir mom muja lakar shimla shift hoge. Mom job karna lagi lekin Uska boss una bhuat tang karta tha aur ek din roz roz Ka tourcher ko tang akara mom na sucide kar liya. Uska baad chacha na muja hostel bheaj diya panchgani. Panchgani sa graduation complete karke mein mumbai wapas aa gaye. 3 saal pehle uss ganpati pandal wala hadsa chacha ji bahut gussa ho gaya mujhe aur Muje London bhej diya. Achana 1 mahina phela huma India wapas bula liya aur Meri sadhi sanket sa fix ki Mera mana karaka bavjud. Agar aap nahi hota tho Meri life spoil ho jati '' Purvi says. Purvi got up from her place and moved towards Harman and karan and hugged them.

" I miss you a lot Harman bhai and karan bro " Purvi says.

" We miss you too doll " hamran - karan together.

" Kya zamana aa gaya hai Bhai toh yaad hai lekin ek Bichara bhola bhala sa partner yaad nahi kisi ko'' kartik in a dramatic way. Purvi took turns listing his voice.

" Kya partner aap abhi bhi itna drama karta hai aur main Sab kuch bhula sakti ho magar Mera partner come bhai ko kabhi nahi I miss you Bhai '' Purvi hugs kartik.

" I miss you too princess " Kartik hugs her back.

" Acha aab huma bhi koi humra nanad come devrani sa milao " Soumya said. Purvi turns Listing her voice.

" Doll ya hai soumay tumari badi bhabhi " Harman says.

" Aur ya hai Preeta tumari dusri bhabhi " karna says.

Harman and karan come towards Purvi and kartika. Keeps their hands on Purvi's shoulder.

" Aur ya hai hum 3 bhaiyo ki ekloti behan" haramn and karan says. Purvi hugs Soumya and Preeta.

" Hmm... bhai magar Meri teesri bhabi kaha hai " Purvi looks at kartik.

" Kya Yaar partner tum bhi mera jala par namak chidak raha ho. Kab sa dhund raha hu koi mila tho sahi '' Kartik says sadly.

" Don't worry partner ab mein aa gayi hu na apni teesri Bhabi mein he lakar aaungi " Purvi says.

"Aab Sab hum dono Ke baare mein bhul gaye "All turn towards the source of voice and there are 2 boys standing.

"Oo.. Now who are these handsome boys " Purvi asked.

"Hii my name is Aditya Harman Singhania, " Aditya introduced.

"And my name is soham karan singhania " soham introduced.

"Aur aap dono kon hai aur aapka naam Kya hai " Adi asked.

" Adi she is your Pari chachi, kv chachu ki wife and she is naira bua pari chachi ki sister " Harman replied.

" Welcome home chachi, welcome home bua" Adi - Soham said.

" Thank you boys " Purvi - naira says.

"Acha Chalo baata Kal bhi ho sakti hai abhi pari aur naira thak gaya hoga. Kv pari ko la jao aur naira tum Mera sath Chalo tumar room ready hai " Soumya Said and all moved to their respective rooms.