webnovel

yuvraj meet anurag

ab yash and anamika meeting ke liye nikal jaate hai ab anamika anurag ko dekhti hai aur showked ho jaati hai aur puri meeting main pareshan rahti hai aur yeh baat yash notice kar leta hai ab idher yuvraj bhi mumbai aa jaata hai ab yash and anamika ki meeting khatam ho jaati hai ab dono yash and anamika bahar aa jaate hai ab yash anamika se pareshani ka reason puchta hai lekin anamika nahi batati hai aur waha se chali jaati hai woh hotel main chali jaati hai jaha par yuvraj bhi hota hai aur dono takkra jaate hai aur dono main cute fight ho jaati hai ab yuvraj anurag se milta hai aur apne parents ke baare main puchta hai