webnovel

yuvi meet yash

ab yuvraj anurag se apne parents ke baare main puchta hai tab anurag kahta hai ki main tumhare parents ko jaanta tha aur unse milta bhi tha lekin ab dono kaha par main nahi jaanta haa lekin ek lady hai jo unke baare main achi tarah jaanti hai tab yuvraj anurag se puchta hai ki kaun hai woh tab woh uska naam batata hai krishna mehra aur usko address bhi bata deta hai ab yuvraj yash ko call karta hai aur kehta hai ki woh Mumbai main hai ab dono milte hai ab anamika ko pata chal jaata hai ki yash and yuvraj dono bhai ab yuvraj sab kuch yash ko bata deta hai jise yash happy ho jaata hai yeh baatein bahar anamika sun leti hai aur showked ho jaati hai krishna mehra ka naam sunker ab anamika bhi wahi par jaane ki tayaari karti hai aur idher yash and yuvraj bhi wahi par jaane ke liye nikal jaate hai