webnovel

sakshita's marriage fixed

now next day ab dakshita ki family samar ke ghar par jaati hai samar and dakshita ka rishta lekar jise sab log happy ho jaate hai ab samar and dakshita dono akele main milte hai jaha par dono romance karte hai ab samar dakshita ko forhead kiss karta hai aur usko I LOVE YOU bol deta hai jise dakshita happy ho jaati hai ab dakshita samar se kehti hai ki agar main mar gayi toh samar usko rok leta hai aur kehta hai aage se aise baatein mat karna ab samar and dakshita dono hug karte hai ab dakshita and uski family waha se chali jaati hai