webnovel

dakshita meet an accident

ab dakshita and uski family waha se chali jaati hai now next day ab dakshita ki family ghar par pandit ji ko bulati hai aur sakshita ki shaadi ki date niklwa leti hai aur unki shaadi ki date 1 week baad nikal di hai yeh sunker sab log happy ho jaate hai ab dakshita uper aati hai aur samar ko yeh baat batati hai ab samar bhi happy ho jaata hai ab samar dakshita ko ek date par bulata hai aur dakshita chali jaati hai ab raaste main dakshita ki car ka accident ho jaata hai aur dakshita ki car gai main gir jaati hai yeh baat sabko pata chal jaati hai ab samar bhi waha par aa jaata hai aur dakshita ke rone lag jaata hai subha se sanyam ho jaati hai ab samar ghar aa jaata hai aur room main chala jaata hai aur dakshita ke saath hue palo ko yaad karta hai aur rone lag jaata hai