webnovel

suraj meet his daughter

ab sab log aditya and bhawana ki shaadi ke liye maan jaate hai ab avni ko bhawana ke ghar jaana padta hai ab waha par avni ki maa bhi hoti hai ab waha par suraj aa jaata hai ab veena suraj ko dek leti hi jise dek showked ho jaati hai lekin woh avni ke liye normal behave karti hai ab kisi bhi tarah veena suraj ke saamne nahi jaana chahti hai ab suraj aditya and uski family se milta hai ab aditya and bhawana ki engagement ho jaati hai ab suraj avni se milta hai jise dek suraj ko apni badi beti ki yaad aane lag jaati hai lekin phir khud ko sambal leta hai