webnovel

Rihaan propose to Mannat

Ab idher sanyam ke parents waha par puch jaate hai aur apne bete sanyam ko iss halat main dekher darr jaate hai idher rihaan mannat ko propose kar deta hai jise phele mannat showked ho jaati hai phir happy bhi ho jaati hai mannat rihaan ko jawab dene wali hoti hai ki tabhi usko call aata hai ki sanyam ka accident ho gaya hai mannat waha se chale jaati hai jise rihaan showked ho jaata hai lekin woh mannat par pressure nahi karna chahta hai ab mannat waha par aa jaati hai aur showked ho jaati hai sanyam ki haalat dekher