webnovel

raj loves avni

ab raj bhi India aa jaata hai aur avni se milta hai lekin avni and arjun dono ko saath dek nahi paata hai kyuki raj bhi avni se pyar karne laga tha aur raj avni ko paane ke liye kuch bhi kar sakta hai ab avni and arjun dono apne ghar aa jaate hai aur Raj veena ke pass chala jaata hai rahne ke liye lekin sab ke saamne normal behave karta hai raj lekin akele main arjun ko maarne ka plan manata hai