webnovel

Mannat meet Sanyam

Ab Mannat divya ka cheak up karwake waha se chali jaati hai idher rihaan mannat ko dhoond raha hota hai ki tabhi waha par aditi aa jaati hai aur doctor unko batata hai ki ab rihaan thik hai aur woh ghar jaa sakta hai idher Mannat ki takkar kisi ladke se ho jaati hai jiska naam hai Sanyam Sindhiya (Arjun bijlani) jo ki ek badi business company ka maalik tha aur Mannat bhi job dhoond rahi thi ab Sanyam Mannat ko dekhta hi rahta hai Sanyam ki family main uski maa gayatri sindhiya and uske papa Suraj sindhiya aur uski ek chotti bahan bhi hai jiska naam hai Palak sindhiya