webnovel

Mannat in sanyam's house

Ab waha par sanyam aa jaata hai aur mannat ko faint dekher usko apne ghar par le jaata hai after 2 hours mannat ko hosh aa jaata hai aur mannat phir se apni past life ke baare main yaad karne lag jaati hai lekin tabhi waha par sanyam aa jaata hai aur use puchta hai ki woh faint kaise ho gayi thi toh mannat kehti hai ki actually meri tabyat kharab ho gayi thi iskay main faint ho gayi thi idher rihaan mannat ko dhoond raha hota hai ab sanyam waha se chala jaata hai taaki mannat rest kar sake ab mannat bhi rihaan ke baare main soch rahi hoti hai lekin mannat ki yeh feeling rihaan ke liye woh samaj nahi paa rahi thi