webnovel

Mannat in Mumbai

Ab idher mannat and uski maa santosh dono hi mumbai puch jaati hai ab idher rihaan and aditi dono intimate hone ki kosis karte hai lekin rihaan ko past life yaad aane lag jaati hai aur woh kuch samaj nahi paata hai uske sir main dard hone lag jaata hai ab idher mannat ko kuch ajeeb lagta hai lekin woh iss baat ko ignore kar deti hai ab aditi rihaan ko sambalne ki kosis karti hai lekin rihaan use door ho jaata hai aur woh waha se chala jaata hai jise aditi gussa ho jaati hai aur sochti hai ki main aaj bhi rihaam ke saath sex nahi kar paai aur usko puri tarah se apna nahi bana bhai ab sochti hai ki rihaan mera hai aur mera hi rahega