webnovel

arjun meet avni

now next day ab arjun kaisi bhi karke avni ke ghar ka pata laga leta hai aur waha par chala jaata hai lekin jo baat arjun avni ke muh se sunta woh showked ho jaata hai ab avni apni maa se kehti hai ki maa amir ladko se nafart karti hai aur hamesha karti rahungi main kisi amir ladke se naa shaadi karungi aur naa hi pyar yeh baat sunker arjun ka dil tood jaata hai lekin phir khud ko sambal leta hai ab arjun avni se middle class boy banker milta hai aur usko bata deta hai ki usne hi uski jaan bachahi thi ab avni arjun ko thanks bolti hai ab arjun and avni dono friends ban jaate hai