webnovel

arjun and avni's romance

now next day ab arjun avni ko call karke ek place par bulata hai jaha oar avni chali jaati hai ab arjun us place ko romantic tarike se decorate kar deti hai ab arjun aata hai jise dek avni happy ho jaati hai ab arjun avni ko propose kar deta hai jise avni aur jaayda khush ho jaati hai ab avni arjun ka proposal accept kar leti hai ab avni and arjun dono romance karte hai thodi deer baad ab avni arjun ki gud main leti hui thi aur woh arjun se kehti hai ki woh uske parents se milna chahati hai jise arjun pareshan ho jaata hai aur kehta hai ki woh kal hi mikwa dega usko apne parents se jise sunker avni happy ho jaati hai