webnovel

adtiya blame avni

ab avni ko hosh aa jaata hai aur waha par arjun hota hai aur avni arjun ko sab kuch bata deti hai ab avni ghar par aa jaate hai ab gharwale police main complain likwa dete hai now next day sab log bhawna ke baare main sochte hai ab police bhwana ko dhoond lete hai aur usko hospital bej dete hai aur sab gharwale waha par aa jaate hai ab doctor operation theater se bahar aata hai aur gharwalo ko batata hai ki bhawna toh bach gayi hai lekin ham unke honewale bachche ko nahi bacha paaye hai yeh baat sunker sab showked ho jaate hai ab adtiya avni ko blame karne lag jaata hai lekin arjun uski side leta hai ab arjun avni ko bahar leker jaata hai avni arjun ko hug karti hai arjun avni se kehta hai ki kuch bhi ho jaaye lekin main tumhara saath nahi chodunga hamesha tumhare saath rahunga yeh dek avni ko phir se arjun par trust hone lag jaata hai