webnovel

Aarushi in danger

Ab aarushi avni ke saath kahi bahar jaati hai avni waha par bhi ridhi ke baare main sochti hai aur pareshan ho jaati hai lekin yeh baat aarushi notice kar leti hai aur avni se pareshani ka kaaran puchti hai lekin avni baat taal deti hai ab idher ridhi vihaan se baat kar rahi hoti hai ki tabhi waha par jiya aa jaati hai lekin ridhi baat taal deti hai lekin jiya ko ridhi par doubt hota hai ab idher ek truck avni ki taraf aa raha hota hai lekin yeh aarushi dek leti hai aur avni ko side karke khud truck ke neeche aa jaati hai jiski wajah se uska bahut bada accident ho jaata hai aur yeh dek avni darr jaati hai