webnovel

ranjana feel for sameer

ab ranjana and sameer dono ghar par aa jaate hai ab sameer ranjana ko lekar apne room main jaata hai jaha par ranjana ka pair slip ho jaata hai aur woh girne lag jaati hai jise an waqt par sameer sambal leta hai ab ranjana sameer ke liye kuch feel karne lag jaati hai lekin tabhi uski mahir yaad aa jaata hai iss ki wajah se ranjana apne dil ki baat sun nahi paa rahi thi aur naa hi sameer ke saath move on kar paa rahi thi phir achaank se ek din sameer ki collage friend sapna juneja (srishti jain) aa jaati hai jise dek sameer happy ho jaata hai aur saath main ranjana bhi happy ho jaati ha