webnovel

Phir teri yaad aayi

Casts : 1) Dheeraj doopar as Ranveer Goyal 2) Alisha pawar as Tanvi Khurrana 3) Mishkit verma as saagar khanna 4) jashmin bashin as payal mathur

Kajal_Panghal · Fantasy
Not enough ratings
35 Chs

Ranveer in danger

Now next day ab ranveer and saagar dono kisi kaam ki wajah se bahar jaate hai aur waha par tanvi bhi hoti hai ab dono apna kaam khatam kar lete hai aur ranveer and saagar dono tanvi se milte hai. ab saagar ko kisi ko call karna hota hai aur woh waha se chala jaata hai aur idher ranveer and tanvi dono romance karne lag jaate hai lekin ranveer apni car main beith jaata hai tabhi tanvi ko kuch zaroori kaam yaad aa jaata hai