har din har rat apny Bry me likhna buhat muskil lagne laga tha...... kahi Kuch samjh me Nahi AA rha tha Kya krou.... Bachou ka mustaqbil b kharb hota Nazar any laga tha....aik tarf bacho ko dekh dekh kar aik ghuttan c mehsos hone lagi thi apni zumedari sy bhaghny ki kosish kar rha tha main...