webnovel

payal's death

ab mahira ko bhi gaurav se pyar ho jaata hai ab mahira payal ke saath bahar jaati hai waha par kuch log aate hai aur mahira par goli chala dete hai lekin beach main payal aa jaati hai aur goli usko lag jaati hai aur uski death ho jaati hai ab mahira apne gharwalo ko call kar deti hai ab gaurav arjun ko sambalta hai aur idher baaki gharwale aarav ko sambalte hai after 2 hours payal ka antim sansakr kar diya jaata hai ab trisha ko gussa aata hai ki payal ki jagah par mahira kyu mahi mari