webnovel

mahi accept gaurav's love

ab jiya gaurav ke pass jaati hai tabhi jiya ko call aata hai ki mahi ka accident ho gaya hai yeh baat sun gaurav panic ho jaata hai tabhi waha se nikal jaata hai aur accident spot par puch jaata hai aur saath saath main jiya bhi aati hai ab gaurav ke saamne mahi aa jaati hai aur gaurav usko hug karta hai ab jiya usko sab kuch bata deti hai ab jiya waha se chali jaati hai ab gaurav mahi ko propose kar deta hai aur mahi gaurav ka proposal accept kar leti hai ab mahi and gaurav dono hug karte hai