webnovel

gaurav meet gauri

ab gaurav ka hotel bilkul yash and mahira ke ghar ke pass hota hai ab gaurav diya ko lekar waha ke temple main jaata hai aur saath main trisha bhi jaati hai ab waha par yash and gauri bhi aati hai lekin mahira kisi kaam ki wajah se ghar par ruk jaati hai ab waha par temple main gaurav gauri se takkra jaata hai aur usko dekher gaurav ko mahira ki yaad aa jaati hai tabhi waha par yash aa jaata hai aur gaurav and yash dono dosti karte hai aur ab dono waha se chale jaate hai ab yash and gauri ghar par aa jaate hai