webnovel

shiksha and riyansh become friend

ab waha par mahira aa jaati hai aur riyansh ko waha se lekar chali jaati hai ab pawan bhi waha par aa jaata hai ab shiksha bhi waha se chali jaati hai now in night riyansh ab sochta hai ki phele main use friendship karunga phir propose kar dunga idher shiksha bhi riyansh ke baare main soch rahi hoti hai lekin woh iss baat ko ignore kar deti hai aur so jaati hai no next day ab shiksha pawan and suman ke saath ek restaurant main jaati hai waha par riyansh bhi aa jaata hai apni best friend mahira ke saath ab shiksha and mahira bhi dono ache dost the aur dono waha par mil jaate hai jise riyansh and shiksha bhi friend ban jaate hai jise riyansh bahut happy ho jaata hai