webnovel

riya hate ansh

ab rishab and riya and ruhi waha se chale jaate hai ab jashmin and mansi and ansh waapas hotel aa jaate hai ab jashmin jaldi jaldi apna saman pack karti hai jaane ke liye ab ansh waha se jaane ke liye manna kar deta hai jise jashmin darr jaati hai ab ansh riya ke ghar address dhoond leta hai aur waha chala jaata hai ab riya rishab ko saara sach bata deti hai ab rishab ruhi ko lekar waha se chala jaata hai ab ansh riya se milta hai aur Khud ko justify karne ki kosis karta hai but fail ho jaata hai ab riya use nafart karne lag jaati hai