webnovel

riya get jealous

now next day ab bahar darwaaze par koi ladki aati hai aur jise dek sab khush ho jaate hai specially ansh khush ho jaata hai kyuki woh ladki ansh ki collage friend thi dono bahut hi ache dost the us ladki ka naam tha jasmin (drashti dhami) ab jashmin and ansh dono hug karte hai jise dek riya ko jalan hone lagti hai ab ansh riya ko jashmin se and jashmin ko riya se introduce karwata hai dono ab saath main time spend karne lagte the jise riya ko jalan hone lagti hai aur woh waha se chali jaati hai lekin ansh ko koi farak nahi padta hai