webnovel

riya doubt on jashmin and ansh

ab jashmin waha se chali jaati hai ab jashmin ko kisi ka call aata hai aur woh waha chali jaati hai ab idher riya and ansh romantic time spend karte hai ab jashmin kini logo se milti hai woh log koi aur nahi balki wahi the jinone riya ko kidnap and attack kiya tha unki boss jashmin hi thi jashmin collage time se ansh se bahut pyar karti thi jashmin hi riya ko maarkaer ansh ko haasil karna chahti hai ab jashmin ghar aa jaati hai ansh and jashmin dono masti karte hai yeh dek riya ko acha nahi lagta hai aur dono par doubt karne lag jaati hai aur apne room main aaker rone lag jaati hai riya and ansh ko jashmin par koi doubt nahi hota hai