webnovel

riya and ansh separation

ab dhamini and riya madhav ka antim sankaar karwa deti hai ab riya ansh ko call karti hai aur bulati hai ab riya and ansh mil jaate hai ab dono ek dusre ko SORRY bolte hai tabhi waha par dhamini and santosh aa jaate hai santosh ansh ko lekar waha se chali jaati hai and dhamini riya ko lekar waha se chali jaati hai ab riya and ansh alag ho jaate hai dhamini riya ko lekar country choddker cannada chali jaati hai and ansh wahi India main raha jaata hai