webnovel

mahira kidnap shiksha

ab mahita shiksha ko kidnap karne ka plan manati hai idher riyansh and shiksha ki shaadi ki date fix ho jaati hai agle week yaani ki ruhi and maansi ke saath saath unki shaadi bhi hogi ab shiksha kahi bahar aayi hoti hai tabhi riyansh ka call aa jaata hai aur shiksha ko batata hai ki unki shaadi fix ho gayi hai yeh baat sun shiksha happy ho jaati hai ab waha par mahira aati hai aur shiksha ko kidnap karke le jaati hai riyansh yeh sab sun leta hai shiksha ka phone mahira ki car main gir jaata hai aur riyansh unko trece kar leta hai