webnovel

madhav in danger

ab riya and ansh unki family bahut close thi ab sab log picnic par jaate hai aur waha par jaaker sab log masti karte hai ab madhav and aditya clip par jaate hai jaha par unmain kisi baat ko lekar ladai ho jaati hai aur aditya madhav ko dhaka de deta hai aur aditya madhav ko dhaka dete waqt damini aditya ko dek leti hai ab madhav neeche gir jaata hai sab log waha par jaate hai aur madhav ko hospital main lekar jaate hai jaha par uski haalat bahut critical ho jaati hai dhamini aditya ko blame karti hai yeh sab dek aditya darr jaata hai aur apni maa ko jhut bol deta hai aur santosh dhamini ki baat par believe nahi karti hai