webnovel

sonakshi get jealous

ab sona waapas andher chali jaati hai jaha par dekhti hai ki sania and prem dono saath main the ab sania prem ko kiss karke waha se chali jaati hai yeh dek sonakshi jealous hone lagti hai ab prem sania ko rok leta hai aur usko sona se milwa deta hai jise sania showked ho jaati hai aur pren usko sab sach bata deta hai jise sania bhi usko support karti hai ab prem sania ko ghar lekar jaata hai jise sonakshi ko acha nahi lagta hai lekin woh yeh accept kar leti hai lekin abhi bhi sonakshi apni feelings ko samaj nahi paa rahi thi ab sania sakshi ke saath khelti hai aur saath main prem bhi hota hai yeh sab dek sonakshi phir se jealous ho jaati hai.