webnovel

Dil tere liye dhadke 2

casts : 1) karan jotwani as Vikram mittal 2) tunisha sharma as Inakshi V. mittal

rashika_sharma · Fantasy
Not enough ratings
40 Chs

yashika's marraige

ab yashika apne ghar par aa jaati hai uski maa kehti hai ki uske liye ek rishta aaya hai aur yashika rishte ke liye raazi ho jaati hai aur us ladke ka naam hai aaryan khanna (arjit taneja) ab yashika ladka deke bina hi haa kar deti hai ab idher abhishek apne room main aa jaata hai aur us ladki se nafrat karne lag jaata hai aur idher preeti bhi uske baare main nahi sochna chahati hai ab kriss yashika ke baare main sochta hai tabhi waha par inakshi aa jaati hai kriss and abhishek dono ke liye khana lekar