1 kahaani ki beginning

yeh story hai two lovers ki jo apni life ek dusre ke liye ladte hai lekin phir bhi ek nahi ho paate hai kya inke kahaani kabhi puri hogi

1st character hai mayank garg ka jo ki apni family se bahut pyar karta hai aur unki khushi ke liye kuch bhi kar sakta hai

2nd character hai dhani ka uski koi family nahi bas uski ek chotti bahan hai jiska naam hai ishaani ab dhani apni bahan ke liye kuch bhi kar jaati hai but dhani ek vidhva hai aur uska pati ek car accident main mar chuka aur dhani ko koi bhi nahi apnata hai tabhi uski life main mayank aata hai

avataravatar
Next chapter