webnovel

karan save paridhi

ab woh log paridhi ko shaadi ke liye shopping karwane le jaate hai ab paridhi washroom chali jaati hai aur waha se jump karke nikal jaati hai yeh baat uske gharwalo ko pata chal jaati hai aur uska peecha karte hai tabhi paridhi karan ki car ka aage aa jaati hai aur karan paridhi ko un logo se save kar leta hai ab pari karan ko thank you bolti hai ab pari ke mann main karan ke liye soft corner grow up ho jaata hai ab pari karan ko sab kuch bata deti hai ab karan pari ko apne ghar lekar chala jaata hai ab pari kriss se milti hai use milkar pari bahut khush ho jaati hai