webnovel

karan and paridhi come to close

ab paridhi ke gharwale karan ke ghar par puch jaate hai lekin tabhi waha par karan aa jaata hai aur unko waha se nikal deta hai ab pari ka pair slip ho jaata hai aur woh girne wali hoti hai ki karan ko usko save kar leta hai aur karan and paridhi dono ek moment share karte hai aur tabhi waha par kriss aa jaata hai ab kriss ko pata chal jaata hai paridhi uski mamma nahi hai lekin phir bhi kriss paridhi ko accept kar leta hai aur usko hug kar leta hai aur paridhi bhi kriss ko apne bachche jaisa pyar karti hai