webnovel

aarav in love with preeto

ab aarav and preeto dost ban jaate hai ab thodi deer main preerto ko hospital se discharge mil jaata hai aur aarav usko ghar drop kar deta hai aur puchta hai ki tumhari family main kaun kaun hai toh preeto kehti hai ki meri family main koi nahi hai main anaat hu yeh baat sunker aarav ko apne parents yaad aa jaate hai jinki accident main death ho chuki hai ab aarav preetika ko ghar drop karne ki bajaye apne ghar lekar chala jaata hai jaha par woh uska pura khayal rakta hai ab aarav ko realize ho jaata hai ki woh preeto se pyar karne laga hai