webnovel

samar and dakshita get intimate

ab samar dakshita ko lekar apne room main jaate hai jaha par dono romance karte hai aur dono intimate ho jaate hai now next day ab samar dakshita ko forhead kiss karta hai jise dakshita happy ho jaati hai ab samar and dakshita dono hug karte hai ab samar dakshita ko lekar bahar jaata hai breakfast ke liye jaha par dono happy hote hai tabhi waha par ek ladka aata hai jise kaa naam tha karan kundra (arjit taneja) woh koi aur nahi balki dakshita ka dost tha ab dakshita samar ko karan se and karan ko samar se milwati hai aur dono ek dusre se milkar bahut khush ho jaate hai