webnovel

kavya meet his daughter

now next day ab mayank dakshita and pari ko lekar ek restaurant main jaata hai jaha par samar and kavya bhi aa jaate hai lekin koi bhi milkar bhi nahi mil paata hai ab dakshita and samar ko kuch feel hone lag jaata hai lekin dono iss baat ko ignore kar dete hai ab dakshita pari ko lekar washroom jaati hai aur idher kavya bhi aa jaati hai ab dakshita ko kisi ka call aa jaata hai aur dakshita us main busy ho jaati hai ab kavya pari ki help karti hai kavya ko pari ko lekar kuch feel hota hai lekin woh iss baat ko ignore kar deti hai idher ab waha par dakshita aa jaati hai aur kavya ko kehti hai ki thank you so much aapne meri beti ki help ki ab dono muskarker waha se chali jaati hai