webnovel

dakshita come out of coma

ab samar ko kisi ka call aa jaata hai aur woh waha se chala jaata hai ab idher ayaan dakshita ko lekar pareshan ho jaata hai ab dakshita ko hosh aa jaata hai jise ayaan khush ho jaata hai ab idher samar dakshita ki yaad main kho jaata hai lekin phir usko pata chalta hai ki dakshita delhi main hi hai jise woh happy ho jaata hai aur samar call karke yeh baat gharwalo ko batata hai jise sab log happy ho jaate hai aur dakshita ke liye recovery ke liye prey karne lag jaate hai