webnovel

dakshita's flashback

now next day ab samar ayaan ko call karta hai aur usko ek place par aane ko bolta hai aur saath main dakshita ko bhi laane ke liye bolta hai ab ayaan iske liye ready ho jaata hai ab ayaan and dakshita waha par aa jaate hai lekin waha par andhera tha ab ayaan dakshita ko kehta hai ko light on karke aata hai ayaan waha se chala jaata hai ab samar light on karta hai jise me un dono ki bahut se photo lagi hui thi jise dekher dakshita ko flashback hone lag jaata hai aur usko apni life ka 1 portion yaad aa jaata hai jise phele usko kuch yaad aa paata hai woh faint ho jaati hai jise dek samar showked ho jaata hai aur usko apni gudi main leta deta hai aur dakshita ko hosh main laane ki kosis karta hai tabhi waha par ayaan aa jaata hai aur dakshita ko hospital lekar jaata hai jaha par uski condition normal ho jaati hai jise dek samar ko bhi chain aata hai iss waqt samar waha se chala jaata hai