webnovel

ayaan learn truth

ab ayaan dakshita ka cheak up karta hai aur usko sab kuch normal lagta hai tabhi samar ayaan se puchta hai ki aapko meri dakshita kaha par mili yeh baat sunker ayaan showked ho jaata hai aur samar se puchta hai ki aap isko jaante hai kya aur iska naam dakshita hai yeh baat sunker samar ayaan ko sab kuch bata deta hai jise ayaan ka dil tood jaata hai magar samar ke saamne khud ko sambal leta hai aur ayaan ko hospital se call aa jaata hai aur usko waha se jaana padta hai ab samar dakshita ke pass jaata hai aur dakshita ke forhead kiss karta hai ab samar family walo ko inform kar deta hai jise sab log happy ho jaate hai