webnovel

after 5 years.....

In London , dakshita apne husband ke saath rahti thi aur unki 5 saal ki beti bhi thi jiska naam tha pari garg and dakshita ke husband ka naam tha mayank garg (shakti arora) lekin dakshita apne past se bahar nahi nikal paa rahi thi aaj bhi dakshita samar ko nahi bhool paayi thi lekin ab dakshita samar se hate karti thi ab nirmala bhi unke saath rahti thi idher Delhi main ab samar delhi main shift ho jaata hai apni wife ke saath jiska naam tha kavya singh (mahi vij) samar bhi dakshita se aaj bhi utna hi pyar karta hai jitna ke phele karta tha aur yeh baat kavya jaanti thi lekin phir bhi samar ke saath kabhi jabardasti nahi ki